Phone Ka Battery Backup Kaise Badhaye yadi aapke phone me Battery jayada khatam hoti hai to aaj me ish post me Battery backup badhane ke tarike share karne vala hun .
Ham apne phone me bhot sare app ka ishtemal karte hai . Jeshe powerful gaming jiske Smartphone ki Battery jada use hoto hai .
Ish liye aap me se bhot log janna chahte hai ki Phone Ka Battery Backup Kaise Badhaye ….
Aap aur bhi tips and tricks, hacking , best ideas ke bare me janna chahte h to tricksmafiyas.blogspot.com ko follow kar shkte hai .
Phone Ka Battery Backup Kaise Badhaye
- 1. Display brightness
- 2. Power Saving mode on kare
- 3. Dark Theme use kare
- 4. Auto Sync off rakhe
- 5. Internet data off kare
- 6. Wifi, Hotspot, Bluetooth off kare
- 7. Always Update Your Apps
- 8. Live Wallpaper use na kre .
- 9. Battery over charge na kare .
Phone Ka Battery Backu pKaise Badhay.
Vese to aaj ke mobile me 6000 MH ki battery milne lagi aur Aaj ke time me phone kon nhi use krta hai or sab log battery backup se pareshan hai To dosto me apke sath kuch tips share krne vala hun jo bhot hi comman hai jishe aap ignore kar dete hai ……
Facebook Profile Lock Unlock Kaise Kare
1. Display brightness .
Aap phone ki display brightness jada hone se display sab se jada battery consume hota hai . Ish liye aap jabhi phone use na kre ya ghar me ho to brightness level low kar le . Ye idea apke aakho ke liye bhi achha hai .
2. Power Saving mode On Kare .
Power saving mode On kar le aur sound lavel , back ground app off , brightness ko bhi kam kar ke rakhe jishse apke smart phone ki battery jada der tak chle gi .
3. Dark Theme ya dark mode use kare .
Dark theme ya dark mode se phone ki battery 30 % kam use hoti hai .
4. Auto Sync off rakhe .
Auto sync off rakhne se aapke phone ke background app run nhi hoge aur unke faltu notification nhi aaye ge .
5. Internet data off kare .
Hala ki mujhe ishke bare me btane ki jarut nhi hai ishke bare aap sabhi jante hoge internet data on rheta hai to apke phone ke aap data use hota rheta hai . Aap jabhi internet ka use na kre to data off rakhe .
6. Wifi, hotspot , Bluetooth off kare .
Aap me se bhot se log yese hai to wifi , hotspot , bluetooth ka use nhi krte hai tabhi use on kar ke bhul jate hai . hala ki apko ishe bhi off kar ke rakhna chiye .
7. Always Update Your Apps .
Aap apne phone ko time to time update kate rhena chiye kyu ki apka phone , app update nhi rhe ga to apke phone ko dhire dhire slow kar deta hai jishke apke battery slow charge hone lgti jishke apke apne phone charging me jada der tak lagana padta hai .
8. Live Wallpaper use na kre .
Live wallpaper use na kre ishe use krte hai to aap jabhi phone use krte ke apke display runging rhet hai jishse apke phone Battery Backup nhi deta hai .
9. Battery over charge na kare .
Bhot se log yesha kam krte hai ki phone use krne ke baad rat me phone charge me lga kar chod dete hai aap ka phone to chager ho jata hai par apki batter hight bhi hoti hai jishse apki phone or chager dono kharab hota hai .
Battery Backup setting kaise kare
Battery backup setting karne ke liye mene kuch step btaye h ushe follow kre .
Step 1
Sab se pehle aap apne phone ki setting opne kar le .
step 2 .
Battery setting ya Battery ke option par click kre .
step 3 .
Yaha par aapko Battery Saver mode ka option mile ga ushpar click kar ke Battery Saver On kar le .
ishse apke phone ki 10 % battery 2 ghante chale gi .
Pingback: WordPress Site Me Google AdSense Add Kaise Kare - WordPress Guide