Aap jaana chate hai ki Paytm Credit Card Online Apply Kaise Kare . To ish post me ham jane ge ki Paytm credit card ke liye apply kaise kare to chliye suru karte hai .
Paytm Credit Card Kya Hai
PayTM ne SIB ke sath mil kar apne user ke liye credit card ke features la diya hai . Aap ish service ko Paytm SBI Credit Card ke jayse use kar shkte hai .
Jaise ham sabhi dusre banko ko ke credit card use krte hai vese hi credit card ka use kar shkte hai aur sath hi sath ATM se cash nikal shkte hai aur online payment , internet banking use kar shkte hai , Ishke aalava Paytm Credit Card ke use se Paytm mall, big bazaar, ya kishi bhi mall me ishka use kar shkte hai .
Ishke alava Paytm SBI credit card se jitni bhi shoping kre ushpe 5 % ka cash back mile ga .
Aagar apka paytm credit card kahi kho jata hai ya kharab ho jata hai to aap ushse lock unlock kar
shkte hai aur new card maga shkte hai .
Paytm Security Shield Kya Hai Ishe Enable Kese Kare
Keyword Research in Hindi 2021 (Ultimate Guide)
Paytm Credit Card Apply Online Kaise Kare
Aap Paytm credit card online apply karna chahte hai to ishke liye apke pass….
- Paytm mobile application hona chiye .
- Aap account verifiy hona chiye .
- KYC hona jaruri hai .
- Paytm application update karle .
Yaha se padhe Paytm credit card online apply kaise kare .
- Sab se pehle Application opne kare aur show more par click kre .
- New page opne hoga ushke baad apko Paytm credit card ke option pe click kare aur fie apply now par click kre .
- Fir apko kuch Detailb dema hogA Jaise kre , PAN card number, Date of birth, gander or occupation
- Ishke baad apko ” Thanks for your interest in Paytm SBI card we will notify you shortly ” ka massage dikhyi dega .
- Aab Paytm SBI credit card ke apply ho chuka hai .
- Ushke baad paytn ke taraf se registered phone no aur E-mail par massage aaye ga Aap ishke liye eligible hai ya nhi .
Paytm virtual debit card Kaise magaye
- Sab se pehle Application opne kare aur bank ke option par click kre .
- Ushke baad apko pass code dalne ko bole ga apna pass code dal le .
- Fir thoda scroll kare or niche apko Manage debit and ATM card ka optine par click kre .
- Yaha par apko Apka debit card show kre ke or niche request card ka optine show kre usgpar click krle .
- Fir apko 250 Rs pay krna hoga or aap debit ka jo jaha magana chahte hai vaha ka address dal de .
14 day ke aandar apka apka paytm virtual debit cardaajaye ga .
Paytm Postpaid Ke Liye Apply Kaise Kare
paytm postpaid ke liye apply krne ke liye niche sare step follow kre……
- Sab se pehle show more par click kre …..
- paytm postpaid click kare
- Ushke baad apko welcome to the all new Paytm postpaid ushke niche apko paytm postpaid ke fayede dikhyi dega , Apko check credit score par click kre ,Fir apna detail bar le or term and conditions par click krle aur submit kar de ,Fir yes process aur verify clip OTP ka optine aaye ga apke phone number par click kre ,Fir yaha par clip OTP aaye ga OTP dal le submit OTP and view score par click kre , Fir apko credit score dikhyi dega .
Aab hme aake ke step follow krna hai …………
- Credit score dikhane ke baad apke location on kar le or apke number me fir se ek OTP aaye ga dal kr process par click kre .
- Term condition Par click kre .
- ushke baad activate now par click kre .
Paytm Postpaid Balance Check
Paytm pastpaid balance check krne le niche diye gye step ko follow kre .
- passbook par click kre .
- fir paytm balance dikhyi dega niche scroll kre fir bank balance dikhayi dega ushke niche view all par click kre
- Fir apko paytm postpaid balance dikhyi dega .