Facebook Profile Lock Unlock Kaise Kare
Aaj ish post me hmm jane ge ki Facebook profile lock unlock kese kare …… Aap apna Facebook profile lock kar chuke hai to ushke baad koi bhi apke profile photo ko nhi dekh payega.
Yah Facebook ka naya security hai . jishe kha tor woman ( ldkiyo ) ke liye bnaya gya hai , kyu ki ldkiyo ko dar lgta hai kahi unki photo save kar ke ushka galat ishte maal na kre . Aaj kal yesa akshar sunne ko mita hai ki ldkiyo ki feck photo lga ke ushka galat use krte hai .
Ish liye Facebook apne users ke liye Facebook profile lock le kar aaya hai .
Lekin apko pta nhi hai ki Facebook profile lock kese lgte hai to chliye me apko btata hu ki Facebook profile lock kee lgate hai .
- Mobile se Facebook profile lock kese kare.
- Computer se Facebook profile lock kese kare .
Yo WhatsApp Download Kaise Kare, YoWhatsApp Android Version
Apne Naam Ka Photo Art Kaise Bnaye ? Naam wala Wallpaper
Mobile se Facebook profile lock kese kare ?
- Facebook app me FB ID login karle .
- Ushke baad 3 linke menu par click krele .
- Ushke baat Facebook profile me jaye .
- Profile me aane ke baad ADD STORY ke side me 3 dot line par click krele
- fir Lock Profile Par click karle .
- fir Lock Your Profile par click kre .
- Apka Facebook profile lock ho gya hain .
Computer se Facebook profile lock kese kare .
-
- ushke baad google facebook.com opne karle .
- Fir Username Password daal ke login kar le .
- Profile page me jaaye .
- Profile me aane ke baad ADD STORY ke side me 3 dot line par click krele .fir Lock Profile Par click karle .
- Fir Lock Your Profile par click kre .
Facebook profile unlock kaise kare ?
Bhot se log Facebook profile lock kar lete hai to ushse unlock nhi kar pate Facebook profile unlock krne ke liye apko pehla vala step same krte jaye .
profile lock place pe unlock ka option hoga ushse ushpr click kr ke Facebook profile unlock kar shkte hai
Aaj ish post me hmm jane ge ki Facebook profile lock unlock kese kare …… Aap apna Facebook profile lock kar chuke hai to ushke baad koi bhi apke profile photo ko nhi dekh payega. Yah Facebook ka naya security hai . jishe kha tor woman ( ldkiyo ) ke liye bnaya gya hai ,…