Chingari App pura tik tok ke jesha hai Ishpar shot video bna kar upload kar shkte hai aur dushre desh ke video dekh shkte ushke like , comment aur share bhi kar shkte hai.
jesha ki hmm sabhi log jante hai ki tiktok indea ben kar diya gya hai . Ish liye Chingari Appko tik tok ka alternative btaya ja rha hai .
Facebook Profile Lock Unlock Kaise Kare
Apne Naam Ka Photo Art Kaise Bnaye ? Naam wala Wallpaper
Chingari App kis desh ka app hai ?
Chingari app ko Siddharth Nayak aur Vishwatma Nayak bnaya hai aur indian short video app hai ishpar aap aur ish app par aap dance video, comedy video, status video dekh shkte hai .
Chingari app puri tarah se safe or secure hai aur indian app hai .
Chingari App Kya Hai Aur Kaise Use Kare
Chingari App ye Android, iOS, Windows platforms sare device ke liye available hai . Shot video bna kar logo ko share kar shkte aur following bna shkte hai .
Chingari App ke feature kya hai .
Chingari app sab ke aalava extra feature bhi diya gya hai .jeshe ki …..
1 . News
Chingari app news dekh shkte hai aur yah app all in one app hai yaha par aap entertainment vide ke sath puri world news dekh shkte hai .
2. Easy Create video
Ish aap me bhot sare effect aur filter available hai jishka aap use kar ke aap shot vedio bna shkte hai .
3. Multiple Language
Chingari appme 11 multiple Language available hai . keshe ki Telugu, Punjabi, Bengali, Marathi, Gujarati, Hindi, English etc.
Chingari App Par Account Kaise Banaye
- pehle terms and condition ko accept kare .
- Fir apni Language select kare aur home page par jaye .
- Home page par left side me 3 line ( menu ) par click kre .
- profile setting par click kare .
- Fir Get started with google par click kre .
- Fir apse user ko follow krne bole ga ushe skip par click .
- Congratulations apka chingari account singup ho gya hai .
Chingari Par Video Kaise Banaye
- App opne kare .
- camera button par click kre .
- apna camera opne jayega fir screen par kuch option mile ga .
* SOUND add kar ke sound option par click kre .
* Flip optine par click kar ke camera to select kar le .
* Speed ish optine se slow motion add kar shkte hai .
* filter ish optine se app vedio me app filter add kar shkte hai .
* TIME vedio record krne ke baad time set kar shkte hai .
4. vedio bnane ke baad aab apko vedio me title descriotion dal de . Ushke baad publice kar de
Chingari app se paise kaise kamaye
- Agar aap vedio bnate hai to . to apko brand sponsorship deta hai aur apko sponsorship nhi milti hai to aap khud brand se contact kar shkte hai .
- Aap wabsite app ka promotion kar peshe kama shkte hai .
- Aap Chingari se youtube channel promote kar ke sabscriber bdha shkte hai .
- Aap Ish app ke madaat social media jese instagram , twitter ,facebook promote kra ke followers bdha shkte hai .
Chingari app kaise download karen
Chingari app ek safe aur india ka app hai . App download krne ke liye niche link par click kre .