Aadhar PVC aadhar ka naya rup hai . Jo ekdam ATM ke jesha hota hai aur naye PVC Aadhar card Aadhar card ke mukable behtar or surachhit ho gya hai .
Naye PVC Aadhar me Hologram, kilogramme pattern , micro text security feature aur naya aadhar card size me cho0t hai ishliye aap wallet me ai kahi bhi le ja shkte hai .
Aadhar bnane vali company UIDAI ne btaya ki time ke sath sath bhot sare aadhar jari kiya gye hai ………
Jeshe – e-Aadhar, Aadhar leter , M-Aadhar ushi me se Aadhar PVC bhi ek hai . Inme se aap apne subidha ke anushar koi bhi aadhar use kar shkte hai .
Chingari App Kya Hai Aur Kaise Use Kare
Apne Naam Ka Photo Art Kaise Bnaye ? Naam wala Wallpaper
Aadhar PVC Card Kaise Apply Kare
Aadgar PVC card online apply krna chate hai to UIDAI ki site par online apply kar shkte hai . Jishke liye sab apko 50 Rs payment karna hoga . To chliye ruku krte hai ……
- Sab se pehle UIDAI Ke site ko opne kare .
- Site opne jone ke baad My Aadhaar ke optine me jaye Order Aadhaar PVC Card par click kre .
- Fir niche aadhar noumbur or Enter Security Code aur aadhar mobile no dale .
- Fir send OTP par click kare .
- Aapke Aadhaar PVC Card ka Preview dikhe ga Aap Payment par click kre .
- Aab apko 50 Rs payment krna hoga . jishke lieye apko Net banking ya poytm ,google pay , phonepay etc kishi ke sebhi payment kar shkte hai .
- Pure step hone ke baad card ko speed post kr diya jaye ga .
Pingback: Phone Ka Battery Backup Kaise Badhaye - Tips And Tricks