Keyword Research SEO ( 2021 ) apke wabsite ke liye bhot jaruri hai . Ye apke site me traffic bdhane me help karta hai khash tab ja apki wabsite nayi hoti hai .
Sabhi blogger apne site ki organic traffic bdhana chate hai par bhot se naye blogger ko pta nhi hota kaise .
Jab mene bhi blogging suru kiya tha to mushe bhi Keyword Research ke bare me kuch bhi pta nhi tha aur me bhina Keyword Research ke blog post likhta tha or mere wabsite pe mushkil se 1 week me 10 se 20 organic traffic rheta tha .
Aaj me ish post me apko btau ga ki Keywor d Research kese karte hai .
WordPress Site Me Google AdSense Add Kaise Kare
Chingari App Kya Hai Aur Kaise Use Kare
Keyword Research kya hai .
- Head keywords – Ishme single word hota hai jese blogger , facebook In Keyword ka search volume bhot jada hota hai in aur competition high hota .ishme rank karna bhot mushkil hai .
- Body Keywords – Ishme do word ko mila kar banta hai jese ki blogger guide . ishme search volume medium hota hai in aur competition bhi kam hota . ishme rank karna jada mushkil nhi hota hai .
- Long Tail keywords – ishme 3 se 4 word mil kar bante hai Complete blogger guide . ishme search volume kam hota hai in aur competition bhi kam hota . ishme aap aram se rank kar shkte hai .
Aap apko Long Tail keywords ko use krna chite aur yese Keyword use krne se apki site jaldi Grow hogi . Aap short tail Keyword ka use karte hai to apko achha result nhi mile ga .
Short tail Keyword google me bhot kam search ki jati h
Kya Keyword Research Kaena jaruri hai ?
keyword research bhot hai khash kar tak jab aap beginner hai .
Aap blogging me apne life set krna chahte hai to keyword research apka bhooot jaruri hai . Aaj kal hae Business online aarhe hai aur inme bhi keyword par adhik competition hai .
Keyword Research Kaise Kare
Keyword research kaise kare . chaliye ek bar apne topi cgoogle me search kar ke dekhte hai .
Aap dekh shkte hai ishka search volume ( 658000 ) kam or ishme competition bhi low hai . Aap post likhne se pehle Keyword research nhi krte hai google apke post ko rank nhi krega .
STEP BY STEP –
Me apko ek ek kar ke btane vala hu ki aap apne blog ke liye SEO Keyword search krese kre jab Apke pass Keyword bhot sare hai to apko post ke liye best Keyword select karne ki jarurat hai .
Search Volume – Ye apke blog post ke liye bhot jaruri hai . jitna search volume rhega utna traffic aaye ga .
Long Tail Keywords – Apki wabsite jab nayi hoto long tail Keyword ka hi use kre kyu ki ishme jada competition nhi hota hai .
Competition – Apne blog post me low competition Keyword use kre ish apki site ki google me pehle page aane lgegi .
Related Keywords – jesa mene apko upar btaya hai ki blogger guide ishse related keyword blogger guide in hindi , blooger kya hai yese keywords ko use kre .
Keyword Research karne ke liye Best Tools
Aap bhot sare tool ka use kar shkte hai apko aache Keyword khojne me help krega .
- Answer the Public
- Google AutoComplete Tool
- Google Auto-Suggest
- Googl
- Soovle
- Google related keywords search
- Ubersuggest
- SEMrush
- Ahrefs
Keyword research ke kya fayede hai .
- Apka site popular hoti .
- blog post likhne idea milta .
- Competition aur search volume ka pata chlta hai .
- Aap important keywords rank kra shkte hai .
- Apke domain authority badhti hai .
enjoy is private site.
her turlu poset bulunur
bursa araba
doktorlarimiza burdan ulaşabilirsiniz.
bursanın gülleri
aysegul naber canim?
kapzumalci geldi abiler.
sinek furyasi basladi
harika bu ya
thank you.
esc mi oda ne bana gelen giden olmadi…
dolandirici thank you.
dolandirici thank you.
emremisin nesin paramı geri ver
armutcunun armut sitesini ziyaret edin.
thank you bro.
at hirsizimisin nesin?